aapko dekha to aisa laga,
jaise chand ko ghera badalo ne.
sundarta ke mayane gaye badal,
jab se didar huey aapke.
aapki aankho ke samne,
saare paimane feekhe lagate hai.
ras se bhare in hotho per to,
saare paimane feeke lagatae hai.
aapke is anupam souyandrya per,
kamdev bhi ghabrate hai,
gujar jaaye jo aap kanhi se,
wanha per aapke charche uth jaate hai.
teri julafano ke saaye mein,
suraj bhi panah paate hai.
is meethi mushkurahat per,
sankaro phool bhi sharma jaate hai.
aap hai itni sunder ki,
aap per likhane mein hum ghabhrate hai.
kase kahe karte hai aapse hai payar,
khud ko dekh ruk jaate hai.
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
1 comment:
yaar, its ok but not good as previous ones..
Post a Comment